SEARCH RESULTS
Showing search results for "नश्तर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "नश्तर"
Nazm
jawab-e-shikwa
har musalmaa.n rag-e-baatil ke liye nashtar thaa
us ke aa.iina-e-hastii me.n amal jauhar thaa
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
giit nashtar to nahii.n marham-e-aazaar sahii
tere aazaar kaa chaara nahii.n nashtar ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pas raho
marham-e-mushk liye, nashtar-e-almaas liye
bain kartii hu.ii ha.nstii hu.ii gaatii nikle
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "नश्तर"
Sher
bachche fareb khaa ke chataa.ii pe so ga.e
ik maa.n ubaaltii rahii pathar tamaam raat
Abdul Majid Nashtar Jabalpuri
Ghazal
nashtar hai mere haath me.n kaa.ndho.n pe mai-kada
lo mai.n ilaaj-e-dard-e-jigar le ke aa gayaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
jis dil ko tum ne lutf se apnaa banaa liyaa
us dil me.n ik chhupaa hu.aa nashtar zaruur thaa
Jigar Moradabadi
Sher
ab tak hamaarii umr kaa bachpan nahii.n gayaa
ghar se chale the jeb ke paise giraa diye
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
jazb-e-vahshat tire qurbaan tiraa kyaa kahnaa
khi.nch ke rag rag me.n mire nashtar-e-fassaad aayaa
Dagh Dehlvi
Nazm
jugnu
na.e tasavvuro.n kaa karb, al-amaa.n ki hayaat
tamaam zaKHm nihaa.n hai tamaam nashtar hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
andaaz-e-sitam un kaa dekhe to ko.ii 'hasrat'
milne ko to milte hai.n nashtar se chubhote hai.n