SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेताबियाँ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "बेताबियाँ"
Ghazal
kyaa zamaane me.n yuu.n hii kaTtii hai raat
karvaTe.n betaabiyaa.n a.ng.Daa.iyaa.n
Kaif Bhopali
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
mire dil kii betaabiyaa.n bhii liye jaa
dabe paa.nv mu.nh pher kar jaane vaale
Jigar Moradabadi
MORE MATCHES FOR "बेताबियाँ"
Nazm
yaad
phir mai.n huu.n aur ishq kii betaabiyaa.n 'jigar'
achchhaa hu.aa vo nii.nd kii maatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Sher
ishq me.n be-taabiyaa.n hotii hai.n lekin ai 'hasan'
jis qadar bechain tum ho us qadar ko.ii na ho
Hasan Barelvi
Sher
Javed Akhtar
Sher
betaabiyaa.n sameT ke saare jahaan kii
jab kuchh na ban sakaa to miraa dil banaa diyaa
Najmi Naginvi
Ghazal
ye maujo.n kii be-taabiyaa.n kaun dekhe
mai.n saahil se ab lauTnaa chaahtaa huu.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Fayyaz Hashmi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Nazm
KHana-ba-dosh
chehro.n pe taazyaana-e-iflaas ke nishaa.n
har har adaa se bhuuk kii betaabiyaa.n ayaa.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
sukuun paane lagaa huu.n Gam-e-mohabbat me.n
kahaa.n ga.ii.n mirii be-taabiyaa.n nahii.n ma.aluum
Shakeel Badayuni
Ghazal
betaabiyaa.n nasiib na thii.n varna ham-nashii.n
ye kyaa zaruur thaa ki unhii.n par nazar pa.De