SEARCH RESULTS
Showing search results for "मनाना"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मनाना"
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne to khel khel me.n to.Daa thaa us kaa dil
phir saarii umr us ko manaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
PAGE MATCHES FOR "मनाना"
BOOKS MATCHES FOR "मनाना"
MORE MATCHES FOR "मनाना"
Ghazal
ruuThnaa bhii hai hasiino.n kii adaa me.n shaamil
aap kaa kaam manaanaa hai manaate rahiye
Hafeez Banarasi
Sher
bichha.Dte vaqt anaa darmiyaan thii varna
manaanaa dono.n ne ik duusre ko chaahaa thaa