SEARCH RESULTS
Showing search results for "सरगोशी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सरगोशी"
Ghazal
yaad terii kabhii dastak kabhii sargoshii se
raat ke pichhle-pahar roz jagaatii hai hame.n
Shahryar
Tanz-o-Mazah
रफ़ीक़ अहमद: (सरगोशी के अंदाज़ में हीराजी से) बकवास है।
मीम नून अरशद: अब हीराजी अपना कलाम पढ़ेंगे।
Kanhaiya Lal Kapoor
MORE MATCHES FOR "सरगोशी"
Ghazal
aur bhii gahrii ho jaatii hai us kii sargoshii
mujh se kisii kii aa.nkho.n kii jab baate.n kartaa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
kyuu.n hai KHaamosh dilaa kis se ye sargoshii hai
maut aa.ii ki tire vaaste hamraaz aayaa
Shad Azimabadi
Quote
Gaali, Ginti, Sargoshi, Aur Ganda Lateefa To Sirf Apne Maadri Zabaan Mein Hi Maza Deta Hai.
Mushtaq Ahmad Yusufi
Ghazal
suntaa nahii.n vo varna ye sargoshi-e-aGyaar
kyaa mujh ko gavaaraa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Momin Khan Momin
Ghazal
sargoshii ne patthar ko sabaq yaad dilaayaa
paanii ne likhaa aa.iine pe iid-e-mubaarak
Idris Babar
Nazm
hinDola
syaanaa hone pe bhii ye jibillate.n merii
ye sarKHushii o Gam be-riyaa ye qalb-gudaaz