SEARCH RESULTS
Showing search results for "होली"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "होली"
Ghazal
gale mujh ko lagaa lo ai mire dildaar holii me.n
bujhe dil kii lagii bhii to ai mere yaar holii me.n
Bhartendu Harishchandra
Sher
Bhartendu Harishchandra
Sher
sajnii kii aa.nkho.n me.n chhup kar jab jhaa.nkaa
bin holii khele hii saajan bhiig gayaa
Musavvir Sabzwari
Sher
mu.nh par naqaab-e-zard har ik zulf par gulaal
holii kii shaam hii to sahar hai basant kii
Lala Madhav Ram Jauhar
PAGE MATCHES FOR "होली"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
holii
होलीہولی
the festival of Holi, the great spring festival of the Hindus, held at the approach of the vernal equinox, and people sprinkle one each other with red or yellow powder (abeer, or gulal)
holii karnaa
होली करनाہُولی کَرنا
رک : ہولی کھیلنا نیز (مجازاً) خوشیاں منانا ۔
holii jalnaa
होली जलनाہُولی جَلنا
to burning a pile of wood on the eve of Holi or on the occasion of spring
holii banaanaa
होली बनानाہُولی بَنانا
to write poems regarding Holi fest, to compiled Holi poetry, to compose Holi Raga
MORE MATCHES FOR "होली"
Sher
mausam-e-holii hai din aa.e hai.n rang aur raag ke
ham se tum kuchh maa.ngne aa.o bahaane phaag ke
Mushafi Ghulam Hamdani
Qita
chale bhii aa.o bhulaa kar sabhii gile-shikve
barasnaa chaahiye holii ke din visaal kaa ra.ng
Azhar Iqbal
Ghazal
manaa.uu.n kis tarah holii mai.n dosto.n ke saath
hai.n sab ke haath me.n KHanjar gulaal tho.Dii hai