SEARCH RESULTS
Showing search results for "Bahr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bahr"
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
dasht to dasht hai.n dariyaa bhii na chho.De ham ne
bahr-e-zulmaat me.n dau.Daa diye gho.De ham ne
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "bahr"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bahr"
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e
Adeem Hashmi
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Marsiya
jin par Thahar sakii na kabhii shams kii nazar
riish-e-moKHazzab aur ye ruKH-e-shaah-e-bahr o bar
Meer Anees
Ghazal
mohabbat me.n jo Duubaa ho use saahil se kyaa lenaa
kise is bahr me.n jaa kar kinaara yaad rahtaa hai
Adeem Hashmi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaun bahr-e-ruum kii maujo.n se hai lipTaa hu.aa
gaah baalad-chuu.n-sanobar gaah naalad-chuu.n-rubaab
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekhiye is bahr kii tah se uchhaltaa hai kyaa
gumbad-e-niilofarii rang badaltaa hai kyaa