SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHatra"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHatra"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
KHaatirii
ख़ातिरीخاطری
propensity; affection, regard, favour; pleasure, satisfaction; will, choice; sake, account, behalf;—postpn. For the sake (of), on account (of,-kī), out of consideration or regard (for)
MORE MATCHES FOR "KHatra"
Ghazal
ek aa.nsuu bhii hukuumat ke liye KHatra hai
tum ne dekhaa nahii.n aa.nkho.n kaa samundar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
elaan-e-haq me.n KHatra-e-daar-o-rasan to hai
lekin savaal ye hai ki daar-o-rasan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
aasmaa.n aisaa bhii kyaa KHatra thaa dil kii aag se
itnii baarish ek shole ko bujhaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
meraa be-saaKHta-pan un ke liye KHatra hai
saaKHta log mujhe kyuu.n na musiibat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
aap ke ha.nsne se KHatra aur bhii ba.Dh jaa.egaa
is tarah to aur aa.nkho.n kii namii ba.Dh jaa.egii
Munawwar Rana
Ghazal
haath aa.nkho.n pe rakh lene se KHatra nahii.n jaataa
diivaar se bhau.nchaal ko rokaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
kam-himmatii KHatra hai samundar ke safar me.n
tuufaan ko ham dosto KHatra nahii.n kahte