SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHatra"
Nazm MATCHES FOR "KHatra"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kyuu.n jaan-e-hazii.n KHatra-e-mauhuum se nikle
kyuu.n naala-e-hasrat dil-e-maGmuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
hinDola
ki jism to.D diye jaa.e.n un ke taaki mile
churaane vaalo.n ko KHairaat maagh-mele kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ibn-e-maryam
yahaa.n KHatra nahii.n KHayaanat kaa
tum yahaa.n kyuu.n kha.De ho muddat se
Kaifi Azmi
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barish ka pahla qatra
har qatra ke dil me.n thaa ye KHatra
naachiiz huu.n mai.n Gariib qatra
Ismail Merathi
Nazm
ek aarzu
maanuus is qadar ho suurat se merii bulbul
nanhe se dil me.n us ke khaTkaa na kuchh miraa ho
Allama Iqbal
Nazm
aisi manaen holi
ra.ng ham sab ko badalnaa hai agar bhaarat kaa
aapsii phuuT se hai desh ko phir se KHatra
kanval Dibaivi
Nazm
rah-e-farar
ko.ii raah me.n rok legaa
nayaa ko.ii KHatra nayaa mas.ala ko.ii jis ko
Akhtarul Iman
Nazm
aadmi-nama
namruud bhii KHudaa hii kahaataa thaa barmalaa
ye baat hai samajhne kii aage kahuu.n mai.n kyaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
qatra-e-KHuun-e-jigar sil ko banaataa hai dil
KHuun-e-jigar se sadaa soz o suruur o suruud