SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaan-e-dard-o-mohabbat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bayaan-e-dard-o-mohabbat"
Ghazal
bayaan-e-dard-e-mohabbat jo baar baar na ho
ko.ii naqaab tire ruKH kii parda-daar na ho
Jameeluddin Aali
Ghazal
nadiim-e-dard-e-mohabbat ba.Daa sahaaraa hai
jabhii to ye Gam-e-dauraa.n hame.n gavaaraa hai
Saghar Nizami
Ghazal
aaKHir charaaG-e-dard-e-mohabbat bujhaa diyaa
sar se kisii kii yaad kaa patthar giraa diyaa
Fuzail Jafri
Sher
lazzat-e-dard-e-mohabbat nahii.n hotii jis me.n
dil vo miTTii kaa vo miTTii kaa jigar hotaa hai
Jaleel Manikpuri
Sher
lazzat-e-dard-e-mohabbat jo numaayaa.n ho jaa.e
har farishte ko ye hasrat ho ki insaa.n ho jaa.e
Nisar yaar Jang Mizaj
PAGE MATCHES FOR "bayaan-e-dard-o-mohabbat"
MORE MATCHES FOR "bayaan-e-dard-o-mohabbat"
Ghazal
jazba-e-dard-e-mohabbat ne agar saath diyaa
baat ban jaa.egii qismat ne agar saath diyaa
Nawab Moazzam Jah Shaji
Ghazal
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Ghazal
bayaan-e-dard ko kis husn se tamaam kiyaa
mirii zabaa.n se ziyaada nazar ne kaam kiyaa
Nudrat Kanpuri
Sher
roz hai dard-e-mohabbat kaa niraalaa andaaz
roz dil me.n tirii tasviir badal jaatii hai
Fani Badayuni
Sher
chup huu.n tumhaaraa dard-e-mohabbat liye hu.e
sab puuchhte hai.n tum ne zamaane se kyaa liyaa
Shamim Karhani
Ghazal
san kar bayaan-e-dard kaleja dahal na jaa.e
duniyaa se Dar rahe the ki duniyaa badal na jaa.e
Shaz Tamkanat
Sher
rahtaa hai kaleje me.n nihaa.n dard-e-mohabbat
ye choT vo hai jis ko ubharnaa nahii.n aataa

