SEARCH RESULTS
Showing search results for "cha.dhaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "cha.dhaa.e"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Marsiya
in kaa galaa to un kaa dahan chuumne lage
shabbiir chaahte the ki chuume.n mire bhii lab
Meer Anees
Ghazal
Thahro tevrii ko cha.Dhaa.e hu.e jaate ho kidhar
dil kaa sadqa to abhii sar se utar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "cha.dhaa.e"
Ghazal
kuuza-gar tujh ko banaanaa hii nahii.n thaa jab kuchh
kis liye chaak pe taa-umr cha.Dhaa.e rakkhaa
Aks samastipuri
Nazm
rishwat
ko.Dhiyo.n par aastii.n kab se cha.Dhaa.e hai.n huzuur
ko.Dh ko lekin kaleje se lagaa.e hai.n huzuur
Josh Malihabadi
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
jis mulk kaa ho khaate din raat aab-o-daana
us malak par saro.n kii bhe.nTe.n cha.Dhaa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Ghazal
zaruur tum ho kisii ke cha.Dhaa.e me.n varna
tumhaare KHuun me.n itnaa ubaal tho.Dii hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
ham hai.n ai yaar cha.Dhaa.e hu.e paimaana-e-ishq
tire matvaale hai.n mash.huur hai.n mastaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
chaahaa bahut valii na mu.aa hijr-e-yaar me.n
mahbuub kyaa ajal bhii nahii.n iKHtiyaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
kaun aayaa pa.Dhte faatiha kis ne cha.Dhaa.e phuul
marne ke baa'd puuchhtaa hai ko.ii yaar kab


