SEARCH RESULTS
Showing search results for "fanaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fanaa"
Sher
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Sher
mai.n chaahtaa huu.n mohabbat mujhe fanaa kar de
fanaa bhii aisaa ki jis kii ko.ii misaal na ho
Jawad Sheikh
PAGE MATCHES FOR "fanaa"
Tags
Fazaa
Fazaa Shayari
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "fanaa"
Tazkira-e-Obaid-ul-Mustafa: Hayaat o Khidmaat
Sarzameen-e-Hyderabad ki ek azeem deeni o roohani shakhsiyat, Arif Billah, Paikar-e-Sunnat-e-Mustafa, Da'ee Maslak-e-Ahmad Raza, Fana fi al-Murshid, Khalifa Huzoor Mufti-e-Azam-e-Hind Hazrat Maulana Obaid-ul-Mustafa Dr. al-Shah Muhammad Basheer Ahmad Qadri Razvi Alaihirrahmat-ur-Rizwan ki Hayaat o Khidmaat
Author: Mohammad Jafar Husain Qadri
2018
MORE MATCHES FOR "fanaa"
Sher
Rajesh Reddy
Ghazal
Rajesh Reddy
Sher
miraa gumaan hai shaayad ye vaaqi.a ho jaa.e
ki shaam mujh me.n Dhale aur sab fanaa ho jaa.e
Asim Bakhshi
Sher
Ahmad Mushtaq
Sher
zindagii naam hai ik johd-e-musalsal kaa 'fanaa'
raah-rau aur bhii thak jaataa hai aaraam ke ba.ad
Fana Nizami Kanpuri
Sher
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
dhyaan me.n us ke fanaa ho kar ko.ii mu.nh dekh le
dil vo aa.iina nahii.n jo har ko.ii mu.nh dekh le
Joshish Azimabadi
Sher
fanaa hii kaa hai baqaa naam duusraa 'anjum'
nafas kii aamad-o-shud maut kaa taraana hai
Mahaveer Parshad Anjum
Sher
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
parvaana gird ghuum ke jab ho chukaa fanaa
ab saarii raat sham.a lagan me.n jalii to kyaa
Sabt Md. Hadi Shams
Sher
ai mauj-e-havaadis tujhe maaluum nahii.n kyaa
ham ahl-e-mohabbat hai.n fanaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Sher
is jahaa.n me.n nahii.n ko.ii ahl-e-vafaa
ai 'fanaa' is jahaa.n se kinaaraa karo









