SEARCH RESULTS
Showing search results for "fanaa"
Ghazal MATCHES FOR "fanaa"
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aisaa KHaamosh to manzar na fanaa kaa hotaa
merii tasviir bhii girtii to chhanaakaa hotaa
Gulzar
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
tum yuu.n hii samajhnaa ki fanaa mere liye hai
par Gaib se saamaan-e-baqaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
KHud naved-e-zindagii laa.ii qazaa mere liye
sham-e-kushta huu.n fanaa me.n hai baqaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
chaahiye ishq me.n is tarah fanaa ho jaanaa
jis tarah aa.nkh uThe mahv-e-adaa ho jaanaa
Ahsan Marahravi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bikhar hii jaa.uu.ngaa mai.n bhii havaa udaasii hai
fanaa-nasiib har ik silsila udaasii hai
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
ik aalam-e-hairat hai fanaa hai na baqaa hai
hairat bhii ye hairat hai ki kyaa jaaniye kyaa hai
Asghar Gondvi
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
ai dost miT gayaa huu.n fanaa ho gayaa huu.n mai.n
is daur-e-dostii kii davaa ho gayaa huu.n mai.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
phuul se logo.n ko miTTii me.n milaa kar aa.egii
chal rahii hai jo havaa sab kuchh fanaa kar jaa.egii
Shakeel Sarosh
Ghazal
pairav-e-maslak-e-tasliim-o-razaa hote hai.n
ham terii raah-e-mohabbat me.n fanaa hote hai.n
Hasrat Mohani
Ghazal
fanaa hu.aa to mai.n taar-e-nafas me.n lauT aayaa
KHushaa ki ishq tirii dastaras me.n lauT aayaa