SEARCH RESULTS
Showing search results for "guluu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "guluu"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
qaid ban jaa.e mohabbat to mohabbat se nikal
raah kaa KHaar hii kyaa gul bhii kuchalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
ye aarzuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bulbul-e-betaab guftuguu karte
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "guluu"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai shikast anjaam Gunche kaa subuu gulzaar me.n
sabza o gul bhii hai.n majbuur-e-numuu gulzaar me.n
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
juluus-e-ahl-e-vafaa kis ke dar pe pahu.nchaa hai
nishaan-e-tauq-e-vafaa ziinat-e-guluu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
mar ga.ii sarv pe jab ho ke tasadduq qumrii
us se us dam bhii na tauq apne guluu kaa niklaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
halqa-e-KHvaab ko hii gird-e-guluu kas Daalaa
dast-e-qaatil kaa bhii ehsaa.n na divaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
jab vo bhii the guluu-e-buriida se naala-zan
phir kushtagaa.n kaa harf rasaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
ek chupkii me.n guluu tum ne nikaale sab kaam
Gamza aayaa na karishma na tumhe.n naaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
guluu-e-ishq ko daar-o-rasan pahu.nch na sake
to lauT aa.e tire sar-buland kyaa karte