SEARCH RESULTS
Showing search results for "paakii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paakii"
Ghazal
de.n paaki-e-daaman kii gavaahii mire aa.nsuu
us yuusuf-e-bedard kaa e.ajaaz to dekho
Momin Khan Momin
Nazm
ye fasl umidon ki hamdam
ik fasl pakii to bharpaayaa
jab tak to yahii kuchh karnaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai aasmaan terii inaayat bajaa magar
fasle.n pakii hu.ii ho.n to baarish fuzuul hai
Shahid Zaki
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paakii"
Sher
ik aur khet pakkii sa.Dak ne nigal liyaa
ik aur gaa.nv shahar kii vus.at me.n kho gayaa
Khalid Siddiqui
Sher
itnii na ba.Dhaa paakii-e-daamaa.n kii hikaayat
daaman ko zaraa dekh zaraa band-e-qabaa dekh
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
Deepti Mishra
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
jaamune.n pakkii hai.n, aamo.n pe bahaar aa.ii hai
arGanuu.n bajtaa hai yakjaa.ii kaa
Akhtarul Iman
Ghazal
ilm kaa maqsuud hai paaki-e-aql o KHirad
faqr kaa maqsuud hai iffat-e-qalb-o-nigaah
Allama Iqbal
Ghazal
agarche bahr kii maujo.n me.n hai maqaam is kaa
safaa-e-paaki-e-tiinat se hai guhar kaa vuzuu
Allama Iqbal
Ghazal
hai pakkii umro.n kii ik be-zabaan sii la.Dkii
usii kaa rishta huu.n aur vo bhii aaKHirii huu.n mai.n