SEARCH RESULTS
Showing search results for "shakar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shakar"
Ghazal
talKHiyaa.n bhii laazmii hai.n zindagii ke vaaste
itnaa miiThaa ban ke mat rahiye shakar ho jaa.egii
Rahat Indori
Ghazal
kahii.n hai naGma-e-bulbul kahii.n hai KHanda-e-gul
ayaa.n hai josh-e-shabaab-e-bahaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
har haal me.n meraa dil-e-be-qaid hai KHurram
kyaa chhiinegaa Gunche se ko.ii zauq-e-shakar-KHand
Allama Iqbal
Sher
shahd-o-shakar se shiirii.n urdu zabaa.n hamaarii
hotii hai jis ke bole miiThii zabaa.n hamaarii
Altaf Hussain Hali
PAGE MATCHES FOR "shakar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shakar"
Nazm
farishte aadam ko jannat se ruKHsat karte hain
jamaal apnaa agar KHvaab me.n bhii tuu dekhe
hazaar hosh se KHush-tar tirii shakar-KHvaabii
Allama Iqbal
Ghazal
tilaa mast turaa mast dharii mast dha.Dii mast
shakar mast chuman mast ha.nsan mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
hai eid mai-kade ko chalo dekhtaa hai kaun
shahd o shakar pe TuuT pa.De roza-daar aaj
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Gairo.n se shakar-lab suKHan-e-talKH bhii teraa
har chand halaahil ho gavaaraa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Nazm
id
KHoshaa ki shiir-o-shakar ho ga.e gale mil kar
KHuluus-e-dil hii dikhaane ko iid aa.ii hai