SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zabah"
Ghazal
dekhuu.n huu.n yuu.n mai.n us sitam-iijaad kii taraf
juu.n said vaqt zabah ke sayyaad kii taraf
Mohammad Rafi Sauda
Qita
allaah allaah ek barqii sard-KHaane ke tufail
us ne kitnii umr paa.ii zabah ho jaane ke ba.ad
Anwar Masood
Ghazal
zabah karnaa hii mujhe tum ko hai manzuur agar
mai.n bhii haazir huu.n mirii jaan uTho bismillaah
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
lahuu miraa tirii talvaar se milaa aisaa
ki naagavaar pas-e-zabah bhii judaa.ii hai
Muneer Shikohabadi
PAGE MATCHES FOR "zabah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zabah"
Ghazal
ye kyaa azaab hai sab apne aap me.n gum hai.n
zabaa.n milii hai magar ham-zabaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Nazm
jawab-e-shikwa
aasmaa.n-giir hu.aa naara-e-mastaana tiraa
kis qadar shoKH-zabaa.n hai dil-e-diivaana tiraa




