SEARCH RESULTS
Showing search results for ",izL"
Ghazal MATCHES FOR ",izl"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
ko.ii dam kaa mehmaa.n huu.n ai ahl-e-mahfil
charaaG-e-sahar huu.n bujhaa chaahtaa huu.n
Allama Iqbal
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
phir shauq kar rahaa hai KHariidaar kii talab
arz-e-mataa-e-aql-o-dil-o-jaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ai mirii gul-zamii.n tujhe chaah thii ik kitaab kii
ahl-e-kitaab ne magar kyaa tiraa haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
ham bhii dekhe.nge ko.ii ahl-e-nazar hai ki nahii.n
yaa.n se jab ham ravish-e-tiir-e-nazar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ahl-e-mahfil pe kab ahvaal khulaa hai apnaa
mai.n bhii KHaamosh rahaa us ne bhii pursish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
jalva az-bas-ki taqaazaa-e-nigah kartaa hai
jauhar-e-aa.ina bhii chaahe hai mizhgaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
achchhaa hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aql
lekin kabhii kabhii ise tanhaa bhii chho.D de