SEARCH RESULTS
Showing search results for "برج"
Ghazal MATCHES FOR "برج"
Ghazal
dard-e-dil paas-e-vafaa jazba-e-iimaa.n honaa
aadmiyat hai yahii aur yahii insaa.n honaa
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
na.e jhag.De niraalii kaavishe.n iijaad karte hai.n
vatan kii aabruu ahl-e-vatan barbaad karte hai.n
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
ham sochte hai.n raat me.n taaro.n ko dekh kar
sham.e.n zamiin kii hai.n jo daaG aasmaa.n ke hai.n
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
zabaa.n ko band kare.n yaa mujhe asiir kare.n
mire KHayaal ko be.Dii pinhaa nahii.n sakte
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
aziizaan-e-vatan ko Guncha o barg o samar jaanaa
KHudaa ko baaGbaa.n aur qaum ko ham ne shajar jaanaa
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na ko.ii dost dushman ho shariik-dard-o-Gam meraa
salaamat merii gardan par rahe baar-e-alam meraa
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
na sho.ale me.n ye karishma na barq me.n ye adaa
ko.ii bataa.o ki vo shoKH-e-tund-KHuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n bhalaa kyaa hai buraa kyaa
ye bojh agar dil se utar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
dil kiye tasKHiir baKHshaa faiz-e-ruuhaanii mujhe
hubb-e-qaumii ho gayaa naqsh-e-sulaimaanii mujhe
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
kabhii thaa naaz zamaane ko apne hind pe bhii
par ab uruuj vo ilm-o-kamaal-o-fan me.n nahii.n