SEARCH RESULTS
Showing search results for "तूफ़ाँ"
Ghazal MATCHES FOR "तूफ़ाँ"
Ghazal
'Gaalib' hame.n na chhe.D ki phir josh-e-ashk se
baiThe hai.n ham tahayya-e-tuufaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n qatra ho ke bhii tuufaa.n se ja.ng letaa huu.n
mujhe bachaanaa samundar kii zimmedaarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
ab vo tuufaa.n hai na vo shor havaa.o.n jaisaa
dil kaa aalam hai tire baa'd KHalaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ham jo Duube.n to ko.ii na phir bach sake
aisaa saagar me.n tuufaa.n uThaate hai.n ham
A G Josh
Ghazal
the KHaak-e-raah bhii ham log qahr-e-tuufaa.n bhii
sahaa to kyaa na sahaa aur kiyaa to kyaa na kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shor to yuu.n uTThaa thaa jaise ik tuufaa.n ho
sannaaTe me.n jaane kaise Duub gayaa hai
Aanis Moin
Ghazal
aa.nkhe.n suukhii hu.ii naddiyaa.n ban ga.ii.n
aur tuufaa.n ba-dastuur aate rahe
Khumar Barabankavi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
uTThe.nge abhii aur bhii tuufaa.n mire dil se
dekhuu.ngaa abhii ishq ke KHvaab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
dil me.n phir girye ne ik shor uThaayaa 'Gaalib'
aah jo qatra na niklaa thaa so tuufaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dariyaa ba-hubaab-andar tuufaa.n ba-sahaab-andar
mahshar ba-hijaab-andar honaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
bachaa liyaa mujhe tuufaa.n kii mauj ne varna
kinaare vaale safiina miraa Dubo dete