SEARCH RESULTS
Showing search results for "नमाज़"
Ghazal MATCHES FOR "नमाज़"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na tan me.n KHuun faraaham na ashk aa.nkho.n me.n
namaaz-e-shauq to vaajib hai be-vuzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
teraa imaam be-huzuur terii namaaz be-suruur
aisii namaaz se guzar aise imaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
pa.Dhtaa namaaz mai.n bhii huu.n par ittifaaq se
uThtaa huu.n nisf raat ko dil kii sadaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
'bedam' namaaz-e-ishq yahii hai KHudaa-gavaah
har dam tasavvur-e-ruKH-e-jaanaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ye namaaz-e-ishq hai kaisaa adab kis kaa adab
apne paa-e-naaz par karne bhii de sajda mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
namaaz eid kii pa.Dh kar mai.n Dhuu.nDhtaa hii rahaa
kahii.n dikhe ko.ii apnaa gale lagaanaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
kahne ko haath baa.ndhe kha.De the namaaz me.n
puuchho to duusrii hii taraf apnaa dhyaan thaa
Adil Mansuri
Ghazal
iKHlaas dil se chaahiye sajda namaaz me.n
be-faa.eda hai varna jo yuu.n vaqt kho.iye