SEARCH RESULTS
Showing search results for "पसंद"
Ghazal MATCHES FOR "पसंद"
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
junuu.n-pasand hai dil aur tujh tak aane me.n
badan ko naav lahuu ko chanaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
hai.n aaj kyuu.n zaliil ki kal tak na thii pasand
gustaaKHi-e-farishta hamaarii janaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mo.ajiza hai vahshat-e-uryaa.n-pasand kaa
mai.n kuu-e-yaar me.n huu.n kafan hai mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHatar-pasand tabii.at ko saazgaar nahii.n
vo gulsitaa.n ki jahaa.n ghaat me.n na ho sayyaad
Allama Iqbal
Ghazal
mujhe pasand nahii.n aise kaarobaar me.n huu.n
ye jabr hai ki mai.n KHud apne iKHtiyaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
thii nau-aamuuz-e-fanaa himmat-e-dushvaar-pasand
saKHt mushkil hai ki ye kaam bhii aasaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kitnaa tiraa mizaaj KHushaamad-pasand hai
kab tak kare.n KHudaa ke liye iltijaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
pasand-e-KHaatir-e-ahl-e-vafaa hai muddat se
ye dil kaa daaG jo KHud bhii bhalaa lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
jagah jagah pe the naaseh to kuu-ba-kuu dilbar
inhe.n pasand unhe.n naa-pasand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab nigaaho.n me.n jachegaa na ko.ii ra.ng-o-jamaal
merii aa.nkho.n ko pasand aa ga.ii ra.ngat terii