SEARCH RESULTS
Showing search results for "बदला"
Ghazal MATCHES FOR "बदला"
Ghazal
kaleja chaahiye dushman se dushmanii ke liye
jo be-amal hai vo badla kisii se kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mujh se gurez-paa hai to har raasta badal
mai.n sa.ng-e-raah huu.n to sabhii raasto.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aisaa badlaa huu.n tire shahr kaa paanii pii kar
jhuuT boluu.n to nadaamat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
ghiste ghiste miT jaataa aap ne abas badlaa
na.ng-e-sajda se mere sa.ng-e-aastaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
farmaan se pe.Do.n pe kabhii phal nahii.n lagte
talvaar se mausam ko.ii badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
jo mai.n ne soch kaa badlaa hai zaaviya 'naayaab'
har ek chiiz nazar qaa.ede se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
tere jaane se yahaa.n kuchh nahii.n badlaa maslan
teraa baKHshaa hu.aa har zaKHm haraa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
kis qadar badla hai mujh ko vaqt ne haalaat ne
aa.ina hai saamne lekin meraa chehra nahii.n
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
badlaa jo rang vaqt ne manzar badal ga.e
aahan-misaal log bhii zer-o-zabar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
vo to bhuule the hame.n ham bhii unhe.n bhuul ga.e
aisaa badlaa hai na badlegaa zamaana hargiz