SEARCH RESULTS
Showing search results for "लहजा"
Ghazal MATCHES FOR "लहजा"
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh ko isii dhun me.n hai har lahza basar karnaa
ab aa.e vo ab aa.e laazim unhe.n aanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
har ek lahza yahii aarzuu yahii hasrat
jo aag dil me.n hai vo sher me.n bhii Dhal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
sukuut-e-shahr-e-suKHan me.n vo phuul saa lahja
samaa.ato.n kii fazaa KHvaab KHvaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
ik lahza bahe aa.nsuu ik lahza ha.nsii aa.ii
siikhe hai.n na.e dil ne andaaz-e-shakebaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo mere hukm ko fariyaad jaan letaa hai
agar ye sach hai to lahja badal ke dekhuu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
mai.n KHvaab nahii.n aap kii aa.nkho.n kii tarah thaa
mai.n aap kaa lahja nahii.n usluub rahaa huu.n
Munawwar Rana
Ghazal
lahja banaa ke baat kare.n un ke saamne
ham se to is tarah kaa tamaashaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
vo itr-daan saa lahja mire buzurgo.n kaa
rachii-basii hu.ii urdu zabaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Gazal-saraa.ii kaa da.avaa to sab kare hai.n 'vasiim'
magar vo 'miir' saa lahja nazar nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
yak lahza siina-kuubii se fursat hame.n nahii.n
ya.anii ki dil ke jaane kaa maatam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kaa andaaz-e-suKHan sab se judaa thaa shaayad
baat lagtii hu.ii lahja vo mukarne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
pur karo jaam ki shaayad ho isii lahza ravaa.n
rok rakkhaa hai jo ik tiir qazaa ne kab se