SEARCH RESULTS
Showing search results for "adhuurii"
Ghazal MATCHES FOR "adhuurii"
Ghazal
baat puurii hai adhuurii chaahiye ai jaan-e-jaa.n
kaam aasaa.n hai ise dushvaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
har mulaaqaat adhuurii rahii is uljhan me.n
ya.anii iz.haar-e-mohabbat me.n pahal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
is tarah mil ki mulaaqaat adhuurii na rahe
zindagii dekh ko.ii baat adhuurii na rahe
Kunwar Bechain
Ghazal
tazaad-e-zaat ke baa.is khulaa vo kam-suKHan aisaa
adhuurii baat ke mafhuum bhii puure nikal aa.e
Khalid Moin
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
karnii hai to khul ke karo inkaar-e-vafaa kii baat
baat adhuurii rah jaa.e to hasrat rahtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
puurii na adhuurii huu.n na kam-tar huu.n na bartar
insaan huu.n insaan ke me.aar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Ghazal
'nadiim' jo bhii mulaaqaat thii adhuurii thii
ki ek chehre ke piichhe hazaar chehre the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dushmanii to chaahne kii intihaa kaa naam hai
ye kahaanii bhii adhuurii hai mohabbat ke baGair
Faheem Jogapuri
Ghazal
adhuurii chho.D ke tasviir mar gayaa vo 'zeb'
ko.ii bhii rang mayassar na thaa lahuu ke sivaa
Zeb Ghauri
Ghazal
is aarzii duniyaa me.n har baat adhuurii hai
har jiit hai laa-haasil har maat adhuurii hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
lafzo.n me.n KHaalii jag.he.n bhar lene se
baat adhuurii, puurii to ho jaatii hai