SEARCH RESULTS
Showing search results for "dost"
Ghazal MATCHES FOR "dost"
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye kahaa.n kii dostii hai ki bane hai.n dost naaseh
ko.ii chaarasaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tujhe ghaaTaa na hone de.nge kaarobaar-e-ulfat me.n
ham apne sar tiraa ai dost har ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
mehrbaanii ko mohabbat nahii.n kahte ai dost
aah ab mujh se tirii ranjish-e-bejaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
daaG duniyaa ne diye zaKHm zamaane se mile
ham ko tohfe ye tumhe.n dost banaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
ijz se aur ba.Dh ga.ii barhamii-e-mizaaj-e-dost
ab vo kare ilaaj-e-dost jis kii samajh me.n aa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ham aise saada-dilo.n ko vo dost ho ki KHudaa
sabhii ne vaada-e-fardaa pe Taal rakkhaa hai