SEARCH RESULTS
Showing search results for "galii"
Ghazal MATCHES FOR "galii"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
khelne ke liye bachche nikal aa.e ho.nge
chaa.nd ab us kii galii me.n utar aayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
galii se ko.ii bhii guzre to chau.nk uThtaa huu.n
na.e makaan me.n khi.Dkii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
KHushbuu kii tarah guzro mirii dil kii galii se
phuulo.n kii tarah mujh pe bikhar jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
har ajnabii hame.n mahram dikhaa.ii detaa hai
jo ab bhii terii galii se guzarne lagte hai.n