SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilaahii"
Ghazal MATCHES FOR "ilaahii"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
is ahd me.n ilaahii mohabbat ko kyaa hu.aa
chho.Daa vafaa ko un ne muravvat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ve suurate.n ilaahii kis mulk bastiyaa.n hai.n
ab dekhne ko jin ke aa.nkhe.n tarastiyaa.n hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dost KHush hote hai.n jab dost kaa Gam dekhte hai.n
kaisii duniyaa hai ilaahii jise ham dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ronaa vahii jo KHauf-e-ilaahii se ro.iye
sonaa vahii jo us ke tasavvur me.n so.iye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
hai.n na zindo.n me.n na murdo.n me.n kamar ke aashiq
na idhar ke hai.n ilaahii na udhar ke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kare.n salaam use to ko.ii javaab na de
ilaahii itnaa bhii us shaKHs ko hijaab na de
Ibrahim Ashk
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tujh ruKH pe mujhe nuur-e-ilaahii nazar aaya
jo asl me.n hai so hii kamaahii nazar aaya
Arshad Aurangabadi
Ghazal
sabr aataa hai judaa.ii me.n na KHvaab aataa hai
raat aatii hai ilaahii ki 'azaab aataa hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ilaahii kaash Gam-e-ishq kaam kar jaa.e
jo kal guzarnii hai mujh par abhii guzar jaa.e