SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamal"
Ghazal MATCHES FOR "kamal"
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
mumkina faislo.n me.n ek hijr kaa faisla bhii thaa
ham ne to ek baat kii us ne kamaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se meraa mah-e-KHurshiid-jamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
kamaal-e-zabt ko KHud bhii to aazmaa.uu.ngii
mai.n apne haath se us kii dulhan sajaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
mujhe vo chho.D gayaa ye kamaal hai us kaa
iraada mai.n ne kiyaa thaa ki chho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
kamaal-e-ishq hai diivaana ho gayaa huu.n mai.n
ye kis ke haath se daaman chhu.Daa rahaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
samjhaa ke pastiyaa.n mire auj-e-kamaal kii
apnii bulandiyaa.n vo dikhaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
na saahbaan-e-junuu.n hai.n na ahl-e-kashf-o-kamaal
hamaare ahd me.n aa.ii.n kasaafate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
betaab hai kamaal hamaaraa dil-e-hazii.n
mehmaa.n saraa-e-jism kaa hogaa ravaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai jis ke baa'd ahd-e-zavaal-aashnaa 'muniir'
itnaa kamaal ham ko KHudaa ne nahii.n diyaa