SEARCH RESULTS
Showing search results for "kukar"
Ghazal MATCHES FOR "kukar"
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
ye jo shahtiir hai palko.n pe uThaa lo yaaro
ab ko.ii aisaa tariiqa bhii nikaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
hone lagii hai jism me.n jumbish to dekhiye
is par kaTe parinde kii koshish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
ek gu.Diyaa kii ka.ii kaTh-putliyo.n me.n jaan hai
aaj shaa.ir ye tamaasha dekh kar hairaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
agar KHudaa na kare sach ye KHvaab ho jaa.e
tirii sahar ho miraa aaftaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
pak ga.ii hai.n aadate.n baato.n se sar ho.ngii nahii.n
ko.ii ha.ngaama karo aise guzar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
badnaam hai.n sadiyo.n se hii kaa.nTo.n kii vajah se
aadat se magar aaj bhii kiikar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
roz jab raat ko baarah kaa gajar hotaa hai
yaatnaa.o.n ke a.ndhere me.n safar hotaa hai
Dushyant Kumar
Ghazal
usii kii tarah mujhe saaraa zamaanaa chaahe
vo miraa hone se ziyaada mujhe paanaa chaahe