SEARCH RESULTS
Showing search results for "kun"
Ghazal MATCHES FOR "kun"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
girya-kunaa.n kii fard me.n apnaa nahii.n hai naam
ham girya-kun azal ke hai.n girya kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
chashm-e-saaqii asar-e-mai se nahii.n hai gul-ra.ng
dil mire KHuun se labrez hai paimaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
ye kaa.enaat abhii naa-tamaam hai shaayad
ki aa rahii hai damaadam sadaa-e-kun-fayakuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
ha.ngaama garm-kun jo dil-e-naa-subuur thaa
paidaa har ek naale se shor-e-nushuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
taariif tire qad kii alif-vaar siriijan
jaa sarv-e-gulistaa.n kuu.n KHush-alhaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Mohammad Wali
Ghazal
'qutub' shah na de muj divaane ko pand
divaane kuu.n kuch pand diyaa jaa.e naa
Quli Qutub Shah
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
kiyaa raushan charaaG-e-dil kuu.n mere
'siraaj' ab fazl-e-rahmaanii yahii hai
Siraj Aurangabadi
Ghazal
shaiKH yahaa.n baat tirii pesh na jaave hargiz
aql kuu.n chho.D ke mat majlis-e-rindaan me.n aa
Wali Mohammad Wali
Ghazal
vo gul-badan kaa ajab hai mizaaj-e-ra.ngaa-ra.ng
fajar kuu.n lutf to phir shaam kuu.n sitam kaa sitam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
KHush-nigaah aur bar me.n sabz libaas
sarv kuu.n sharmsaar karte hai.n