SEARCH RESULTS
Showing search results for "lamhe"
Ghazal MATCHES FOR "lamhe"
Ghazal
ek lamhe me.n simaT aaya hai sadiyo.n kaa safar
zindagii tez bahut tez chalii ho jaise
faiz anwar
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ne jis lamhe ko puujaa hai use bas ik baar
KHvaab ban kar tirii aa.nkho.n me.n utartaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
terii qurbat ke ye lamhe use raas aa.e.n kyaa
sub.h hone kaa jise shaam se Dar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
maut lamhe kii sadaa zindagii umro.n kii pukaar
mai.n yahii soch ke zinda huu.n ki mar jaanaa hai
Rahat Indori
Ghazal
ek lamhe kii tavajjoh nahii.n haasil us kii
aur ye dil ki use had se sivaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
'faraaz' aise bhii lamhe kabhii kabhii aa.e
ki dil-girafta rahe dilrubaa ke hote hu.e