SEARCH RESULTS
Showing search results for "masruuf"
Ghazal MATCHES FOR "masruuf"
Ghazal
us raat der tak vo rahaa mahv-e-guftuguu
masruuf mai.n bhii kam thaa faraaGat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
itnaa masruuf huu.n jiine kii havas me.n 'shaahid'
saa.ns lene kii bhii fursat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
ham musaafir yuu.nhii masruuf-e-safar jaa.e.nge
be-nishaa.n ho ga.e jab shahr to ghar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye sochnaa Galat hai ki tum par nazar nahii.n
masruuf ham bahut hai.n magar be-KHabar nahii.n
Aalok Shrivastav
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tamaam umr isii kaam me.n rahe masruuf
har ek dil me.n mohabbat kaa dar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
ham udhar masruuf the aur vaqt kaa sail-e-ravaa.n
kyaa pataa kab chhiin kar ham se javaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
merii be-raah-ravii is liye sarshaar sii hai
mere haq me.n ko.ii masruuf-e-du.aa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
jab tak ham masruuf rahe ye duniyaa thii sunsaan
din Dhalte hii dhyaan me.n aa.e kaise kaise log
Nasir Kazmi
Ghazal
apnii tanhaa.ii bhii kuchh kam na thii masruuf 'vasiim'
is liye chho.D diyaa anjuman-aaraa.ii ko
Waseem Barelvi
Ghazal
dil thaa kisii kii yaad me.n masruuf aur ham
shiishe me.n zindagii ko utaare chale ga.e