SEARCH RESULTS
Showing search results for "muddat"
Ghazal MATCHES FOR "muddat"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
muddat hu.ii hai yaar ko mehmaa.n kiye hu.e
josh-e-qadah se bazm charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ek muddat se tirii yaad bhii aa.ii na hame.n
aur ham bhuul ga.e ho.n tujhe aisaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ek muddat se tamannaa thii tumhe.n chhuune kii
aaj bas me.n nahii.n jazbaat qariib aa jaa.o
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kaun saa qahr ye aa.nkho.n pe hu.aa hai naazil
ek muddat se ko.ii KHvaab na dekhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
muddat ke baa'd us ne jo kii lutf kii nigaah
jii KHush to ho gayaa magar aa.nsuu nikal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
muddat hu.ii ik haadsa-e-ishq ko lekin
ab tak hai tire dil ke dha.Dakne kii sadaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ba.ad muddat ke ye ai 'daaG' samajh me.n aayaa
vahii daanaa hai kahaa jis ne na maanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ab to muddat se rah-o-rasm-e-nazaara band hai
ab to un kaa tuur par bhii saamnaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
guzrii na ba-har-haal ye muddat KHush o naa-KHush
karnaa thaa javaa.n-marg guzaaraa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
ne muzhda-e-visaal na nazzaara-e-jamaal
muddat hu.ii ki aashtii-e-chashm-o-gosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
muddat se merii aa.nkh me.n ik KHvaab hai muqiim
paanii me.n pe.D pe.D kii chhaa.nv me.n ret hai