SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuur"
Ghazal MATCHES FOR "nuur"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mire junuu.n kaa natiija zaruur niklegaa
isii siyaah samundar se nuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Meeraji
Ghazal
huur kii shakl ho tum nuur ke putle ho tum
aur is par tumhe.n aataa hai jalaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
hai naaz-e-husn se jo farozaa.n jabiin-e-yaar
labrez aab-e-nuur hai chaah-e-zaqan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
jis tarah raat ke siine me.n hai mahtaab kaa nuur
apne taariik makaano.n me.n sajaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
shaayad ki mar gayaa tire ruKHsaar dekh kar
paimaana raat maah kaa labrez-e-nuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ruuh ko shaad kare dil ko jo pur-nuur kare
har nazaare me.n ye tanviir kahaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
mai.n avvaliin kii izzat me.n aaKHiriin kaa nuur
vo intihaa huu.n ki har ibtidaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
dayaar-e-nuur me.n tiira-shabo.n kaa saathii ho
ko.ii to ho jo mirii vahshato.n kaa saathii ho