SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqiib"
Ghazal MATCHES FOR "raqiib"
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
zikr us parii-vash kaa aur phir bayaa.n apnaa
ban gayaa raqiib aaKHir thaa jo raaz-daa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
na ab raqiib na naaseh na Gam-gusaar ko.ii
tum aashnaa the to thii.n aashnaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
diyaa hai dil agar us ko bashar hai kyaa kahiye
hu.aa raqiib to ho naama-bar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
lipaT lipaT ke mai.n us gul ke saath sotaa thaa
raqiib sub.h ko mu.nh aa.nsu.o.n se dhotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tum aur fareb khaa.o bayaan-e-raqiib se
tum se to kam gila hai ziyaada nasiib se
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
naqsh-e-naaz-e-but-e-tannaaz ba-aaGosh-e-raqiib
paa-e-taa.uus pa.e-KHaama-e-maanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
shu.uur o hosh o KHirad kaa mo.aamla hai ajiib
maqaam-e-shauq me.n hai.n sab dil o nazar ke raqiib
Allama Iqbal
Ghazal
biim-e-raqiib se nahii.n karte vidaa'-e-hosh
majbuur yaa.n talak hu.e ai iKHtiyaar haif
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
judaa ho.n yaar se ham aur na ho raqiib judaa
hai apnaa apnaa muqaddar judaa nasiib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
baaham-digar hu.e hai.n dil o diida phir raqiib
nazzaara o KHayaal kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
KHud husn-o-shabaab un kaa kyaa kam hai raqiib apnaa
jab dekhiye ab vo hai.n aa.iina hai shaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
mire raqiib se ha.ns kar kalaam karte hu.e
guzar gayaa hai vo mujh ko salaam karte hu.e
Zulfiqar Zaki
Ghazal
raqiib o sheva-e-ulfat KHudaa kii qudrat hai
vo aur ishq bhalaa tum ne e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jab se mire raqiib kaa rasta badal gayaa
tab se mire nasiib kaa naqsha badal gayaa