SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyaahii"
Ghazal MATCHES FOR "siyaahii"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kyuu.n meraa muqaddar hai ujaalo.n kii siyaahii
kyuu.n raat ke Dhalne pe saveraa nahii.n hotaa
Shahryar
Ghazal
kisii ko jab bhii zaruurat pa.Dii siyaahii kii
hamaaraa jism jalaa kar dhu.aa.n banaayaa gayaa
Yasir Khan Inam
Ghazal
tirii zindagii isii se tirii aabruu isii se
jo rahii KHudii to shaahii na rahii to ruu-siyaahii
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n nuur-e-abad dil me.n guzar kar nahii.n paataa
siine kii siyaahii se nayaa harf likhaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
chehre pe mal rahaa huu.n siyaahii nasiib kii
aa.iina haath me.n hai sikandar nahii.n huu.n mai.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
is tarah roz ham ik KHat use likh dete hai.n
ki na kaaGaz na siyaahii na qalam hotaa hai
Wali Aasi
Ghazal
lagtaa hai ki phailegii shab-e-Gam kii siyaahii
aa.nsuu mirii palko.n pe sar-e-shaam na aa.e
Hakeem Nasir
Ghazal
javaab-naama siyaahii kaa apnii hai vo zulf
kisuu ne hashr ko ham se agar savaal kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kap.De safed dho ke jo pahne to kyaa hu.aa
dhonaa vahii jo dil kii siyaahii ko dho.iye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
taa-chand rahegii ye shab-e-Gam kii siyaahii
rasta ko.ii suuraj kaa kahii.n rok sakaa hai
Habib Jalib
Ghazal
salaam us par agar aisaa ko.ii fankaar ho jaa.e
siyaahii KHuun ban jaa.e qalam talvaar ho jaa.e
Kaif Bhopali
Ghazal
ye aasmaa.n me.n siyaahii bikher dii kis ne
hame.n thaa shauq bahut us me.n rang bharne kaa