SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyaahii"
Nazm MATCHES FOR "siyaahii"
Nazm
zabta
KHataa-o-jurm kahuu.n apnii be-gunaahii ko
sahar kaa nuur likhuu.n raat kii siyaahii ko
Habib Jalib
Nazm
ban-bas
aaj tak paa na sakaa chashma-e-aab-e-haivaa.n
us ko suuraj bhii mile hai.n to siyaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
august-1952
Thahrii hu.ii hai shab kii siyaahii vahii.n magar
kuch kuchh sahar ke rang par-afshaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barsat ki bahaaren
sabzo.n kii lahlahaahaT kuchh abr kii siyaahii
aur chhaa rahii ghaTaa.e.n surKH aur safed kaahii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nasirddin shah ke liye
jaa.e.n vo pa.nkhe kii havaa se
siyaahii rah jaatii hai siine me.n adiibo.n ke likhe jumlo.n kii
Gulzar
Nazm
tasalsul
kaun pahchaantaa zulmat hai.n siyaahii ke nishaa.n
jo nazar Dhuu.nDne uTThii vo nazar bhii kho.ii
Ahmad Faraz
Nazm
nahin mera aanchal maila hai
aur mere maathe kii siyaahii
tujh se aa.nkh milaa kar baat nahii.n kar saktii
Parveen Shakir
Nazm
fareb
kis ke maathe se siyaahii chhuuTii
mere siine me.n abhii dard hai mahkuumii kaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
tanhai mein
aur maGrib kii fanaa-gaah me.n phailaa hu.aa KHuu.n
dabtaa jaataa hai siyaahii kii taho.n ke niiche
Akhtarul Iman
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
utaar kar zaat kaa labaada
kahii.n siyaahii malaamato.n kii