SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyaahii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "siyaahii"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
MORE MATCHES FOR "siyaahii"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kyuu.n meraa muqaddar hai ujaalo.n kii siyaahii
kyuu.n raat ke Dhalne pe saveraa nahii.n hotaa
Shahryar
Ghazal
kisii ko jab bhii zaruurat pa.Dii siyaahii kii
hamaaraa jism jalaa kar dhu.aa.n banaayaa gayaa
Yasir Khan Inam
Ghazal
tirii zindagii isii se tirii aabruu isii se
jo rahii KHudii to shaahii na rahii to ruu-siyaahii
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n nuur-e-abad dil me.n guzar kar nahii.n paataa
siine kii siyaahii se nayaa harf likhaa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
chehre pe mal rahaa huu.n siyaahii nasiib kii
aa.iina haath me.n hai sikandar nahii.n huu.n mai.n
Muzaffar Warsi
Nazm
zabta
KHataa-o-jurm kahuu.n apnii be-gunaahii ko
sahar kaa nuur likhuu.n raat kii siyaahii ko
Habib Jalib
Ghazal
is tarah roz ham ik KHat use likh dete hai.n
ki na kaaGaz na siyaahii na qalam hotaa hai
Wali Aasi
Nazm
ban-bas
aaj tak paa na sakaa chashma-e-aab-e-haivaa.n
us ko suuraj bhii mile hai.n to siyaahii ban kar