SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhmiin"
Ghazal MATCHES FOR "takhmiin"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jaane kise nasiib ho 'bebaak' aagahii
naaqid jadiid daur kaa taKHmiin-o-zan me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'KHumaar'
tauhiin-e-mai-kashii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
kal shaam chhat pe miir-taqii-'miir' kii Gazal
mai.n gungunaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
hu.ii taaKHiir to kuchh baa.is-e-taaKHiir bhii thaa
aap aate the magar ko.ii inaa.n-giir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ek tasviir kii takmiil ke ham do pahluu
ra.ng bhartaa hu.aa tuu rang banaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
hotii hai is me.n husn kii tauhiin ai 'majaaz'
itnaa na ahl-e-ishq ko rusvaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
na ko.ii ohda na degree na naam kii taKHtii
mai.n rah rahaa huu.n yahaa.n meraa ghar bataataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
tum pe kyaa KHaak asar hogaa mire shero.n kaa
tum ko to miir-taqii-'miir' nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
jab bhii takmiil-e-mohabbat kaa KHayaal aataa hai
mujh ko apne hii KHayaalo.n pe ha.nsii aatii hai
Sudarshan Faakir
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye