SEARCH RESULTS
Showing search results for "tishnagi"
Ghazal MATCHES FOR "tishnagi"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vo samundar hai to phir ruuh ko shaadaab kare
tishnagii kyuu.n mujhe detaa hai saraabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
is kuu-e-tishnagii me.n bahut hai ki ek jaam
haath aa gayaa hai daulat-e-bedaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ye tishnagii hai ke un se qariib rah kar bhii
'hafiiz' yaad unhe.n baar baar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
bas tishnagii kii aa.nkh se dekhaa karo unhe.n
dariyaa ravaa.n-davaa.n hai.n chamakte saraab ke
Adil Mansuri
Ghazal
zabaana-zan thaa jigar-soz tishnagii kaa azaab
so jauf-e-siina me.n dozaKH u.nDel lii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
isii se jalte hai.n sahraa-e-aarzuu me.n charaaG
ye tishnagii to mujhe zindagii se pyaarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
uThaa ke phe.nk do khi.Dkii se saaGar-o-miinaa
ye tishnagii jo tumhe.n dastiyaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sar-e-mai-kada tishnagii kii vo qasme.n
vo saaqii se baate.n banaane kii raate.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kal ham ne bazm-e-yaar me.n kyaa kyaa sharaab pii
sahraa kii tishnagii thii so dariyaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
daad de zarf-e-samaa.at to karam hai varna
tishnagii hai mirii aavaaz kii naGma kyaa hai