- Index of Books 182407
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1885
Medicine811 Movements285 Novel4179 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets64
- Deewan1415
- Doha64
- Epics97
- Exegesis177
- Geet81
- Ghazal967
- Haiku12
- Hamd36
- Humorous37
- Intikhab1515
- Keh mukarni6
- Kulliyat647
- Mahiya19
- Majmua4605
- Marsiya363
- Masnavi790
- Musaddas54
- Naat508
- Nazm1135
- Others65
- Paheli17
- Qasida175
- Qawwali19
- Qit'a56
- Quatrain278
- Quintuple18
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi26
- Translation73
- Wasokht24
Sher of Abida Karamat
auroñ kī aag kyā tujhe kundan banā.egī
apnī bhī aag meñ kabhī chup-chāp jal ke dekh
Abida Karamatauron ki aag kya tujhe kundan banaegi
apni bhi aag mein kabhi chup-chap jal ke dekh
us peḌ ke har phal meñ mirā haq zarā rakhnā
jis nanhe se paude ko shajar maiñ ne kiyā hai
Abida Karamatus peD ke har phal mein mera haq zara rakhna
jis nanhe se paude ko shajar main ne kiya hai
-
Tag : Darakht
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
maiñ us kī dhun meñ na.e rāste pe jā niklī
dayār-e-jāñ se mirī roz jo guzartā rahā
Abida Karamatmain us ki dhun mein nae raste pe ja nikli
dayar-e-jaan se meri roz jo guzarta raha
vahīñ pe jhaaḌ ke uThte haiñ phir matā’-e-hayāt
ki zindagī ko jahāñ jis ke naam karte haiñ
Abida Karamatwahin pe jhaD ke uThte hain phir mata’-e-hayat
ki zindagi ko jahan jis ke nam karte hain
-
Tag : Zindagi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ham tire saa.e meñ kuchh der Thaharte kaise
ham ko jab dhuup se vahshat nahīñ karnī aa.ī
Abida Karamathum tere sae mein kuchh der Thaharte kaise
hum ko jab dhup se wahshat nahin karni aai
amaañ meñ aa ke bhī jis kī maiñ be-amān rahūñ
kisī bhī aisī nazar kā mujhe hisār na de
Abida Karamataman mein aa ke bhi jis ki main be-aman rahun
kisi bhi aisi nazar ka mujhe hisar na de
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
us ne merī shāḳhoñ ko is tarah numū baḳhshī
zaḳhm ke khileñge phuul dard kā chaman hogā
Abida Karamatus ne meri shaKHon ko is tarah numu baKHshi
zaKHm ke khilenge phul dard ka chaman hoga
-
Tag : Dard
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Register for free
-
Children's Literature1885
-