SEARCH RESULTS
Showing search results for "ब-उम्मीद"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ब-उम्मीद"
Sher
iz.haar-e-Gam kiyaa thaa ba-ummiid-e-iltifaat
kyaa puuchhte ho kitnii nadaamat hai aaj tak
Habeeb Ahmad Siddiqui
Sher
sach kahaa hai ki ba-ummiid hai duniyaa qaa.im
dil-e-hasrat-zada bhii teraa tamannaa.ii hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
MORE MATCHES FOR "ब-उम्मीद"
Ghazal
betaabiyo.n ne dil kii ba-ummiid-e-sharh-e-shauq
us jaa.n-navaaz ko bhii sitamgar banaa diyaa
Sehr Ishqabadi
Ghazal
qaa.em hai vahaa.n diin bhii duniyaa bhii ba-ummiid
ham ko karam-e-rahmat-e-daavar hu.e maKHsuus
Sahir Dehlavi
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
sach kahaa hai ki ba-ummiid hai duniyaa qaa.im
dil-e-hasrat-zada bhii teraa tamannaa.ii hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
mubaarak jazb-e-ulfat aaj to vo merii baalii.n par
ba-Garz-e-guftuguu aaya ba-ummiid-e-kalaam aaya
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
is ahd me.n ilaahii mohabbat ko kyaa hu.aa
chho.Daa vafaa ko un ne muravvat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
maayuus KHud-ba-KHud dil-e-ummiid-vaar hai
is gul me.n buu KHizaa.n kii hai ra.ng-e-bahaar hai
Aal-e-Raza Raza
Kulliyat
is ahd me.n ilaahii mohabbat ko kyaa hu.aa
chho.Daa vafaa ko un ne muravvat ko kyaa hu.aa