SEARCH RESULTS
Showing search results for "मचलते"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "मचलते"
Sher
un ke ruKHsaar pe Dhalke hu.e aa.nsuu tauba
mai.n ne shabnam ko bhii sho.alo.n pe machalte dekhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
roz palko.n pe ga.ii raat ko raushan rakkhaa
roz aa.nkho.n me.n ga.e din ko machalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
dil-e-betaab ko pahluu me.n machalte kyaa der
sun le itnaa kisii kaafir kaa jamaal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Short story
Rajinder Singh Bedi
PAGE MATCHES FOR "मचलते"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "मचलते"
Nazm
yaad
machalte, muskuraate, jaagte, jazbaat kaa manzar
tasavvur-aafrii.n vo shaah-paare yaad aate hai.n
Shaukat Pardesi
Nazm
hasin aag
har adaa me.n hai javaa.n aatish-e-jazbaat kii rau
ye machalte hu.e sho.ale ye ta.Daptii hu.ii lau
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
merii aashuftagii-e-shauq me.n ik husn bhii hai
tere aariz pe machalte hu.e gesuu kii tarah
Obaidullah Aleem
Sher
kyaa kyaa dil-e-muztar ke armaan machalte hai.n
tasviir-e-qayaamat hai zaalim tirii a.ng.Daa.ii
Ram Krishn Muztar
Ghazal
machalte paanii me.n uu.nchaa.ii kii talaash fuzuul
pahaa.D par to ko.ii bhii nadii nahii.n jaatii
Fazl Tabish
Nazm
bewa ki KHud-kushi
hasrate.n dam to.Dtii hai.n yaas kii aaGosh me.n
saik.Do.n shikve machalte hai.n lab-e-KHaamosh me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
aur baazaar se 'Gaalib' kii tarah le aa.o
dil agar TuuT gayaa hai to machalte kyuu.n ho