SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाख़ों"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शाख़ों"
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Sher
shaaKHo.n se TuuT jaa.e.n vo patte nahii.n hai.n ham
aa.ndhii se ko.ii kah de ki auqaat me.n rahe
Rahat Indori
MORE MATCHES FOR "शाख़ों"
Nazm
KHuda ka sawal
ye shaaKHo.n pe Gunche chaTaKHte hu.e
falak pe sitaare chamakte hu.e
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
is waqt to yun lagta hai
shaaKHo.n me.n KHayaalo.n ke ghane pe.D kii shaayad
ab aa ke karegaa na ko.ii KHvaab baseraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
hasiin phuul hasii.n patiyaa.n hasii.n shaaKHe.n
lachak rahii hai.n kisii jism-e-naaznii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Sher
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-ma.nd shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai