SEARCH RESULTS
Showing search results for "हंगामा-तलब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हंगामा-तलब"
Ghazal
sub.h pahchaan na paayaa ko.ii suurat terii
dil-e-ha.ngaama-talab raat tamaashaa kyaa thaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
dil-e-ha.ngaama-talab ye bhii KHabar hai tujh ko
muddate.n ho ga.ii.n ik shaKHs ko baahar nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sai.nka.Do.n ranj o alam dard o musiibat shab-e-Gam
kitnii ha.ngaama-talab hai mirii tanhaa.ii bhii
Qamar Jalalvi
Ghazal
bas-ki ha.ngaama-talab thaa ye vahaa.n pahle se
fitna-e-hashr bhii hovegaa miyaan-e-dehlii
Tafazzul Husain Khan Kaukab Dehlavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "हंगामा-तलब"
Ghazal
shaayad aaGaaz hu.aa phir kisii afsaane kaa
hukm aadam ko hai jannat se nikal jaane kaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
is bazm me.n meraa ko.ii dam-saaz nahii.n hai
shaahii.n huu.n magar taaqat-e-parvaaz nahii.n hai
Arman Rampuri
Ghazal
suuraj se ras bha.nvar se tuu saahil kashiid kar
sahraa ke zarre zarre se mahmil kashiid kar
Anjum Usman
Ghazal
hangaama bapaa hashr kaa ai dosto jab ho
saaqii-e-gul-andaam ho aur bint-e-inab ho
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
kahaa.n na-jaane chalaa gayaa intizaar kar ke
yahaa.n bhii hotaa thaa ek mausam-e-bahaar kar ke
Irfan Sattar
Ghazal
ek hii aavaaz par vaapas palaT aa.e.nge log
tujh ko phir apne gharo.n me.n Dhuu.nDne jaa.e.nge log
Kishwar Naheed
Ghazal
Mehboob Rahi
Ghazal
ishq hii tanhaa nahii.n shoriida-sar mere liye
husn bhii betaab hai aur kis qadar mere liye