SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "afsaane"
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "afsaane"
Ghazal
mai.n ise shohrat kahuu.n yaa apnii rusvaa.ii kahuu.n
mujh se pahle us galii me.n mere afsaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
tumhaarii anjuman se uTh ke diivaane kahaa.n jaate
jo vaabasta hu.e tum se vo afsaane kahaa.n jaate
Qateel Shifai
Ghazal
muKHtasar qissa-e-Gam ye hai ki dil rakhtaa huu.n
raaz-e-kaunain KHulaasa hai is afsaane kaa
Fani Badayuni
Sher
sun chuke jab haal meraa le ke a.ng.Daa.ii kahaa
kis Gazab kaa dard zaalim tere afsaane me.n thaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHayaal-o-KHvaab kii suurat bikhar gayaa maazii
na silsile na vo qisse na ab vo afsaane