SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsaane"
Nazm MATCHES FOR "afsaane"
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
nazrana
kyaa kamii hai jo karogii miraa nazraana qubuul
chaahne vaale bahut, chaah ke afsaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
andeshe
dil ne aise bhii kuchh afsaane sunaa.e ho.nge
ashk aa.nkho.n ne piye aur na bahaa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
hinDola
fasaano.n se mire dil ne ghulaavaTe.n paa.ii.n
yahii nahii.n ki mashaahiir hii ke afsaane
Firaq Gorakhpuri
Nazm
lamhon ki parastar
kisii afsaane kaa kirdaar banii baiThii hai
us kii ma.asuumiyat-e-dil pe bharosa thaa mujhe
Qateel Shifai
Nazm
nakaami
vahii afsaane mirii samt ravaa.n hai.n ab tak
vahii sho.ale mire siine me.n nihaa.n hai.n ab tak
Sahir Ludhianvi
Nazm
tin manzar
chhantii hu.ii nazro.n se jazbaat kii duniyaa.e.n
be-KHvaabiyaa.n afsaane mahtaab tamannaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya husn
mere afsaane kaa unvaan banii jaatii hai
Dhal ke saa.nche me.n haqiiqat ke kahaanii terii
Kaifi Azmi
Nazm
KHub-surat moD
ta'alluq bojh ban jaa.e to us ko to.Dnaa achchhaa
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqib se!
jis kii ulfat me.n bhulaa rakkhii thii duniyaa ham ne
dahr ko dahr kaa afsaana banaa rakkhaa thaa