SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahbaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahbaab"
Ghazal
ahbaab bhii Gairo.n kii adaa siikh ga.e hai.n
aate hai.n magar dil ko dukhaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Qateel Shifai
Sher
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "ahbaab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ahbaab"
Ghazal
bazm-e-ahbaab me.n haasil na hu.aa chain mujhe
mutma.in dil hai bahut, jab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Sher
bataa.uu.n aap ko marne ke baa'd kyaa hogaa
polaa.o khaa.e.nge ahbaab faatiha hogaa
Akbar Allahabadi
Sher
aate hai.n ayaadat ko to karte hai.n nasiihat
ahbaab se Gam-KHvaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Nazm
26 january
daulat ba.Dhii to mulk me.n iflaas kyuu.n ba.Dhaa
KHush-haalii-e-avaam ke asbaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mire ahbaab saare shahr me.n hai.n
mai.n apne gaa.nv me.n kyaa kar rahaa huu.n