SEARCH RESULTS
Showing search results for "albam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "albam"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mai.n to har lamha badalte hu.e mausam me.n rahuu.n
ko.ii tasviir nahii.n jo tire albam me.n rahuu.n
Rais Farogh
Ghazal
har chehra har rang me.n aane lagtaa hai
pesh-e-nazar yaado.n ke albam hote hai.n
Anjum Irfani
PAGE MATCHES FOR "albam"
Tags
Alam
Alam Shayari
MORE MATCHES FOR "albam"
Nazm
main albam ke waraq jab bhi ulaTta hun
mai.n albam ke varaq jab bhii ulaTtaa huu.n
to kuchh aa.nsuu ke qatre jhilmilaate hai.n
Ain Tabish
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
vaise to tumhii.n ne mujhe barbaad kiyaa hai
ilzaam kisii aur ke sar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikraam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kabhi kabhi
tirii nazar kii shu.aa.o.n me.n kho bhii saktii thii
ajab na thaa ki mai.n begaana-e-alam ho kar