SEARCH RESULTS
Showing search results for "huzuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "huzuur"
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
mai.n aadmii huu.n ko.ii farishta nahii.n huzuur
mai.n aaj apnii zaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "huzuur"
Ghazal
tere KHayaal me.n dil shaadmaa.n rahaa barso.n
tire huzuur use sogvaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
sharh-e-Gam to muKHtasar hotii ga.ii us ke huzuur
lafz jo mu.nh se na niklaa daastaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Nazm
parchhaiyan
dha.Dakte dil se laraztii hu.ii nigaaho.n se
huzuur-e-Gaib me.n nannhii sii iltijaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
ye shave-box hai aur ye hai old spice
nahii.n huzuur kii jho.njal kaa ab ko.ii baa.is
Jaun Eliya
Sher
teraa imaam be-huzuur terii namaaz be-suruur
aisii namaaz se guzar aise imaam se guzar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
terii fazaa dil-faroz merii navaa siina-soz
tujh se dilo.n kaa huzuur mujh se dilo.n kii kushuud